Lasan Piyaz 1.0 [free]

기술

Bemarian zindagi ka aik hissa hein. aur phir aik tu bemari aur phir uper se us ka ilaj. aur woh bhi kisi mualij se. waqat bhi time bhi aur peisa bhi. sabh chezon ka zaya. aisay mein agar apna ilaj khud karne ka moqa milay tu kya hi baat hay. Is app mein janiye ky kesay khud apna ilaj kia jaye. ghar ki aam se chezon se jesa kay lemon, sabzian, masalay, aur in jesi buhat si chezon se taqreeban reteen ki har bemari ka ilaj kijiye. peshab ruk ruk kay aata ho ya sar ka dard na jata ho. matli ki shikayat ho ya galay mein koi malsla ho, kharish se le kar pimples tak kay masail khud hal kijiye. is app mein janiye shahed se har bemari ka ilaj. sar kay dard se paon tak ki takaleef se nijat hasil karen , aur apna ilaj khud karen. Logoun main beemari aur kamzori ki kiya wajoohat hain? Wo kyon boht jaldi boorhay ho jaatay hain? Aur poori umer basar kernay say pehlay he mer jaatay hain. Akhir konsa aisa ilaj hai jis say kamzori aur beemari ghatt jaaye. Shortly, 3 wajoohaat hain jis say hamara mulk kamzoron, beemaron aur boorrhon ka gher ban raha hai: 1. Khoraak ka Naqs 2. Warzish say la perwaahi 3. Chaal Chalan ki Kharaabi

이전 버전

Free Download QR 코드에 의해 다운로드
  • 앱 이름: Lasan Piyaz
  • 종류: 교육
  • 앱코드: com.oneapptwoapp.Lasan.Piyaz
  • 버전: 1.0
  • 요구 사항: 2.3이상
  • 파일 크기 : 8.02 MB
  • 업데이트: 2022-09-27